SAP Documents
SAP.

Saturday, May 31, 2008

Ek Chutki code ki keemat

Ek Chutki code ki keemat tum kya jaano HR Babu?

Ishwar ka ashirwaad hota hai ek chutki code

Developer ke sar ka taj hota hai ek chutki code

Har bench resource ka khwaab hota hai ek chutki code

Bugs ka bhandaar hota hai ek chutki code

TL ki shikayat ka adhar hota hai ek chutki code

Release ke samay ninde udne ka karan hota hai ek chutki code

Nanhe se logic ke liye 1000 line ka hota hai ek chutki code

Back pain hone ka karan hota hai ek chutki code

Tension se takla kar deta hai ek chutki code

Per phir bhi hume salary dilata hai Yeh ek chutki code

No comments: